• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gham-E-Kaun-O-Makan Hai Aur Main Hun

Gham-E-Kaun-O-Makan Hai Aur Main Hun

gham-e-kaun-o-makan hai aur main huun

nishat-e-javedan hai aur main huun

qafas men bhi maze men kaT rahi hai

ḳhayal-e-ashiyan hai aur main huun

kahan ka rahbar aur kaisi manzil

ghubar-e-karvan hai aur main huun

chaman hai fasl-e-gul hai chandni hai

hadis-e-dil-baran hai aur main huun

nigah-e-barq hai aur ashiyan hai

nigah-e-baghban hai aur main huun

ma.al-e-imtihan kya jaane kya ho

musalsal imtihan hai aur main huun

‘sa.id’ ab kaam kya dair-o-haram se

dar-e-pir-e-mughan hai aur main huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ali-sardar-jafri

Tumhaara Shahr

Shikasta Chhat Mein Parindon Ko Jab Thikana Mila

meer-mehdi-majrooh

Chalne Ka To Ho Gaya Bahana Tumko

Sardi Mein Din Sard Mila

gulzar

Barf Pighlegi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet