• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghaflat Ajab Hai Hum Ko dam Jis Ka Marte Hain

Ghaflat Ajab Hai Hum Ko dam Jis Ka Marte Hain

poet

ghaflat ajab hai ham ko dam jis ka marte hain

maujud hai nazar men jis ko pukarte hain

ham aina hain haq ke haq aina hai apna

masti men apni har dam dam haq ka marte hain

ham apne aap talib matlub aap ham hain

is khel men hamesha ham khud ko harte hain

jannat ki ham ko khvahish dozakh ka dar nahin hai

be-asl muft vaaiz ham ko ubharte hain

zahir hai haq ka jalva gar aankh ho to dekhe

‘markaz’ khuda ko aalam bhule pukarte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jin zaKHmon Par Tha Naz Hamein Wo zaKHm Bhi Bharte Jate Hain

Sufi

Bhadak Utha Hai Alaw Tumhaari Furqat Ka

Tilism-E-Ism-E-Mohabbat Hai Darpai-E-Dar-E-Dil

Be-KHudi Mein Munh Se Jo Nikla suKHan Sabit Hua

poet

Mohabbat Mein Murawwat Ki Hikayat Ke suKHan Khaali

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet