• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gesu ruKH-E-Raushan Se Wo Talne Nahin Dete

Gesu ruKH-E-Raushan Se Wo Talne Nahin Dete

gesu ruḳh-e-raushan se vo Talne nahin dete

din hote hue dhuup nikalne nahin dete

anchal men chhupa lete hain sham-e-ruḳh-e-raushan

parvane to jal jaa.en vo jalne nahin dete

bikhra di vahin zulf zara ruḳh se jo sarki

kya raat Dhale raat vo Dhalne nahin dete

kis darja hain be-dard tire hijr ke sadme

dil ko tiri yadon se bahalne nahin dete

dekha hai jise bhi vo girate hain nazar se

chahe bhi sambhalna to sambhalne nahin dete

gulshan pe udasi ki faza dekh raha huun

vo dard ke mausam ko badalne nahin dete

be-rah na kyunkar hon bhala rah-rav-e-manzil

jab rah-numa raah pe chalne nahin dete

vo samne hote hain to hota hai ye aalam

arman machalte hain machalne nahin dete

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nazeer-akbarabadi

Andaz Kuchh Aur Naz-O-Ada Aur Hi Kuchh Hai

momin-khan-momin

Ejaz-E-Jaan-dahi Hai Hamare Kalam Ko

Hafiz Shirazi

Aanan Ki Khak Ra Ba-Nazar Kimiya Kunand

Sab Madari Hain Tamasha Bhi Hai Koi Koi

poet

Rang-Amezi Se Paida Kuchh Asar Aisa Hua

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet