• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Garche Dil Mein Hi Sada Jaan-E-Jahan Rahte Ho

Garche Dil Mein Hi Sada Jaan-E-Jahan Rahte Ho

garche dil men hi sada jan-e-jahan rahte ho

par ba-zahir nahin ma.alum kahan rahte ho

shukr-lillah ki abhi kaam tumhen baaqi hai

le chuke dil to vale darpa-e-jan rahte ho

aa nikalte ho kidhar bhuul ke be-ḳhvahish-e-dil

ab bhi jaao vahin har roz jahan rahte ho

ai ḳhush-abru koi phir Dhab pe chaḌha taaza shikar

yuun jo har vaqt liye tir-o-kaman rahte ho

gar kabhi aa.e ‘asar’ paas hue vohin udaas

ḳhush shab-o-roz paḌe auron ke haan rahte ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kaise Kaise Raaz Chhupane Lagti Hain

seema-sharma-meeruthi

Naqsh Aankhon Mein Utara Jaega

Raat Aati Hai to Taqon Mein Jalate Hain Charagh

parveen-shakir

Jizya

chhoTa Sa Ek Kaam Hamara Nahin Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet