• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Gar Kahin Usko Jalwa-Gar dekha

Gar Kahin Usko Jalwa-Gar dekha

poet

gar kahin us ko jalva-gar dekha

na gaya ham se aankh bhar dekha

naala har chand ham ne gar dekha

aah ab tak na kuchh asar dekha

aaj kya ji men aa gaya tere

mutabassim ho jo idhar dekha

aine ko to munh dikhate ho

kya hua ham ne bhi agar dekha

dil-ruba aur bhi hain par zalim

koi tujh sa na muft par dekha

aur bhi sang-dil hua vo shokh

tera ai aah bas asar dekha

minnat o ajizi o zaari o aah

tere aage hazar kar dekha

to bhi tu ne na ai mah-e-be-mehr

nazar-e-rahm se idhar dekha

sach hai ‘bedar’ vo hai afat-e-jan

ham ne bhi qissa-mukhtasar dekha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

majrooh-sultanpuri

Khatm Shor-E-Tufan Tha dur Thi Siyahi Bhi

poet

Zindagi Ek Wabaal Hai Sahab

allama-iqbal

Hua Na Zor Se Uske Koi Gareban Chaak

Maulana Rumi

Chamane Ki Ta-Qayamat Gul-e-U Ba-Bar-Baada

Tir KHatm Hain to Kya Hath Mein Kaman Rakhna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet