• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Fasil-E-Shukr Mein Hain Sabr Ke Hisar Mein Hain

Fasil-E-Shukr Mein Hain Sabr Ke Hisar Mein Hain

fasil-e-shukr men hain sabr ke hisar men hain

jahan guzar nahin gham ka ham us dayar men hain

hamen ujaal de phir dekh apne jalvon ko

ham aa.ina hain magar parda-e-ghubar men hain

jala ke mish.alen chalte to hote manzil par

vo qafile jo savere ke intizar men hain

hai iḳhtiyar hamen ka.enat par hasil

saval ye hai ki ham kis ke iḳhtiyar men hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maulana Rumi

Ai Aashiqan Ai Aashiqan Hangam-e-Kuch Ast Az Jahan

KHayal-E-Yar Ka Sikka Uchhaalne Mein Gaya

Fariyaad Hai Ab Lab Par Jab Ashk-Fishani Thi

afzal-allahabadi

Yaadon Ke Nasheman Ko Jalaya To Nahin Hai

Rukun to Rukta Hai Chalne Pe Sath Chalta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet