Fareb-dar-Fareb din ke sahra se jab bani jaan par ek mubham sa aasra pa kar ham chale aae is taraf aur ab raat ke is athah dariya men khvab ki kashtiyon ko khate hain!
Leave a Reply