• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Fana Ki Anjuman Se

Fana Ki Anjuman Se

sarwat-zehra

badi ghutan hai

saval-e-hasti to hanpte hain

nazar ki uryaniyan mili hain

kise kahun ki

ye mire jazbon ka basi-pan hai

badi ghutan hai

jo sar-ba-kaf the,

gire pade hain

jo gul-shafaq the,

vo naliyon se ubal rahe hain

kisi jahannam ki si jalan hai

badi ghutan hai

koi to rauzan

koi daricha

kahin daradon se koi rasta

fana ki lamhon ki anjuman se

badi ghutan hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shaista-yusuf

Sun Li Ramayan Ki Jab Puri Katha

poet

Dil Ko Bacha Ke Lae the Sare Jahan Se Hum

Hum Jo Din-Raat Ye Itr-E-Dil-O-Jaan Khinchte Hain

Is Chashm-E-Nam Se Manzar-E-Hairan Chala Gaya

Main Jo Tanha Rah-E-Talab Mein Chala

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet