• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Safar Par Use Bhej Kar Aa Gae

Ek Safar Par Use Bhej Kar Aa Gae

ik safar par use bhej kar aa ga.e

ye guman hai ki ham jaise ghar aa ga.e

vo gaya hai to ḳhushiyan bhi saari ga.iin

shaḳh-e-dil par ḳhizan ke samar aa ga.e

laakh chaho magar phir vo rukte nahin

jin parindon ke bhi bal-o-par aa ga.e

ham to raste pe baiThe hain ye soch kar

jo ga.e the agar lauT kar aa ga.e

us se mil ke bhi kab us se mil paa.e ham

biich men ḳhvahishon ke shajar aa ga.e

us ne us paar apna basera kiya

ham ne dariya ko chhoḌa idhar aa ga.e

ek dushman se milne ga.e the magar

ik mohabbat ke zer-e-asar aa ga.e

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-ansari

Gham-e-Hayat Kahani Hai Qissa-Khwan Hun Main

Bahut Ukta Gaya Jab Shairi Se

akhtar-hoshiyarpuri

Phir Ye Hua Ki Log darichon Se Hat Gae

Ho Gae Din Jinhen Bhulae Hue

Na-Shagufta Kaliyon Mein Shauq Hai Tabassum Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet