• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Ek Nazm Likhna Mushkil Hai

Ek Nazm Likhna Mushkil Hai

azra-abbas

ise vahi janta hai

jis ne ek bachcha jana ho

ya use janm dene se

pahle baha diya ho

donon dukh ek hi hain

jaise tumhen

garm garm jalte hue lohe se

dagha ja raha ho

ya tumhare jism ko

guuda ja raha ho

ek sire se dusre sire tak

andhere aur sannate men

darvaza ho na koi shigaf

ki avaz bahar ja sake

bas jaise

ek kund chhuri jo tumhare hi hathon

tumhari gardan kaat rahi ho

aur is lazzat-amez khud-aziyyati men

tum khud ko halkan hote hue

dekh rahe ho

lamha-ba-lamha

ek vajud ko

dusre se bahar dhakelna

bahar aludgiyon ke dher par

dhire dhire

koi naam dene ke liye

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phul Ka Paigham Le Jae Koi Mali Ke Nam

Hawa Ke Madd-E-Muqabil Raha Kisi Ke Liye

erum-zehra

Teri dagar Ko Main Apni Nazar Mein Rakhti Hun

Do ghaDi baiThe the Zulf-E-Ambarin Ki Chhanw Mein

poet

Juda Kya Ho Gae Tum Se Na Phir Yakja Hue KHud Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet