• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Ek Jam Khanakta Jam Ki Saqi Raat Guzarne Wali Hai

Ek Jam Khanakta Jam Ki Saqi Raat Guzarne Wali Hai

qateel-shifai

ik jaam khanakta jaam ki saaqi raat guzarne vaali hai

ik hosh-ruba inaam ki saaqi raat guzarne vaali hai

vo dekh sitaron ke moti har aan bikharte jaate hain

aflak pe hai kohram ki saaqi raat guzarne vaali hai

go dekh chuka huun pahle bhi nazzara dariya-noshi ka

ek aur sala-e-am ki saaqi raat guzarne vaali hai

ye vaqt nahin hai baton ka palkon ke saae kaam men la

ilham koi ilham ki saaqi raat guzarne vaali hai

mad-hoshi men ehsas ke unche ziine se gir jaane de

is vaqt na mujh ko thaam ki saaqi raat guzarne vaali hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

allama-iqbal

Man Ka Khwab

azra-naqvi

Apne Ehsas-E-Sharar-Bar Se dar Lagta Hai

ahmad-faraz

Hum To Khush The Ki Chalo dil Ka Junun Kuchh Kam Hai

dast-E-Sumum dast-E-Saba Kyun Nahin Hua

poet

Qasid Nahin Ye Waqt Sawal-O-Jawab Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet