• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek ghaDi Jazba-E-Nafrat Ke Siwa Chahti Hai

Ek ghaDi Jazba-E-Nafrat Ke Siwa Chahti Hai

ik ghaḌi jazba-e-nafrat ke siva chahti hai

zindagi tujh se mohabbat ki dua chahti hai

kya karun dost to itne bhi nahin hain mere

roz ye ruuh koi zaḳhm naya chahti hai

kya ajab taur se karti hai shikast apni qubul

ab ye duniya koi hangama bapa chahti hai

jis mohabbat ke labon se kabhi jhaḌte the gulab

ab vahi lahja-e-ashufta-nava chahti hai

jaan ko zaḳhm-e-tamanna se ifaqa na hua

phir na.e ishq men paiman-e-vafa chahti hai

shohraten Dhal ga.iin ik umr ki manind so ab

mauj-e-rusva.i mire ghar ka pata chahti hai

mere honTon ki tamanna bhi ajab hai ‘afaq’

us ke ruḳhsar pe ik phuul khila chahti hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Baaten Aaj Ki Kal Jis Kitab Mein Likhna

aatish-indori

dil Mein Hai Kya Azab Kahe To Pata Chale

Hum Kabhi KHud Se Koi Baat Nahin Kar Pate

MULLA JAMI

Raft Aan Ki Ba-Qibla-e-Butan Ru Aaram

Tumhaara Hath Jab Mere Larazte Hath Se chhuTa KHizan Ke aaKHiri Din The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet