• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Diwane Ko Aaj Aae Hain Samjhane Kai

Ek Diwane Ko Aaj Aae Hain Samjhane Kai

ek divane ko aaj aa.e hain samjhane ka.i

pahle main divana tha aur ab hain divane ka.i

aql baḌh kar ban ga.i thi dard-e-sar jaate kahan

aa ga.e divangi ki had men farzane ka.i

saari duniya aa rahi hai dekhne ke vaste

sar-phiron ne ek kar Daale hain virane ka.i

kya hamare daur ke kuchh piine vaale uTh ga.e

aaj ḳhali kyon nazar aate hain paimane ka.i

mujh ko chup rahna paḌa sirf aap ka munh dekh kar

varna mahfil men the mere jaane pahchane ka.i

kis tarah vo din bhula.un jis bure din ka sharik

ek bhi apna nahin tha aur begane ka.i

main vo kashi ka musalman huun ki jis ko ai ‘nazir’

apne ghere men liye rahte hain but-ḳhane ka.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hamari Aankh Ne Dekhe Hain Aise Manzar Bhi

Sufi

Kaha Howat Hai dandi Son

Sultan Baho

Mazhaban de darwaze Uchche Rah Rabbana Mori Hu

poet

Tu Jo Kahta Hai Bolta Kya Hai

Suna Hai Chup Ki Bhi Koi Pukar Hoti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet