• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ehtimam-E-Rasan-O-Dar Se Kiya Hota Hai

Ehtimam-E-Rasan-O-Dar Se Kiya Hota Hai

ehtimam-e-rasan-o-dar se kiya hota hai

jis qadar zulm baḌhe azm siva hota hai

saut o ahang hi pairaya-e-iz.har nahin

be-nava.i men bhi andaz-e-nava hota hai

gham-zado da.era-e-gham se nikal kar dekho

dard se dard ka ehsas baḌa hota hai

itne badle ga.e adab ki ab mahfil men

dil ki dhaḌkan pe bhi ehsas-e-saza hota hai

ravish-e-vaqt se mayus na hon ahl-e-nazar

saneha qismat-e-arbab-e-vafa hota hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ghash Bhi Aaya Meri Pursish Ko Qaza Bhi Aai

KHauf Ke Sail-E-Musalsal Se Nikale Mujhe Koi

Dukh Tamasha to Nahin Hai Ki Dikhaen Baba

Asir-E-Bahr-O-Bar Koi Nahin Hai

Khel Donon Ka Chale Tin Ka Dana Na paDe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet