• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dushman Hain Wo Bhi Jaan Ke Jo Hain Hamare Log

dushman Hain Wo Bhi Jaan Ke Jo Hain Hamare Log

poet

dushman hain vo bhi jaan ke jo hain hamare log

aur aap ke hain dost zamane men saare log

aata nahin hai sahil-e-bahr-e-fana nazar

kya janen paar hote hain kis ke sahare log

kya janen un ki chaal men eajaz hai ki sehr

vo bhi unhin se mil gae jo the hamare log

ho kis zaban se mahfil-e-dildar ki sana

vo aftab-e-husn to anjum hain saare log

taqsir-var-e-ishq jo hota hai koi zabh

karte hain afv jurm ke un se ishare log

dekha baghaur aib se khali nahin koi

bazm-e-jahan men sab hain khuda ke sanvare log

chhoda na saath hashr tak aamal-e-nek ‘haqir’

sab ho gae luta ke lahad men kinare log

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bahut Shiddat Se Jo Qaem Hua Tha

munawwar-rana

Aapko Chehre Se Bhi Bimar Hona Chahiye

Dil Se Kah Aahen Na Har Aan Bhare

Chand Kaise Kisi Tare Mein Sama Jaega

Ajib Tajraba Tha bhiD Se Guzarne Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet