• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dukhon Ke Rup Bahut Aur Sukhon Ke Khwab Bahut

dukhon Ke Rup Bahut Aur Sukhon Ke Khwab Bahut

tanveer-anjum

dukhon ke ruup bahut aur sukhon ke khvab bahut

tira karam hai bahut par mire azaab bahut

tu kitna duur bhi hai kis qadar qarib bhi hai

bada hai hijr ka sahra-e-pur-sarab bahut

haqiqat-e-shab-e-hijran ke raaz khoe gae

tavil din hain bade raste kharab bahut

chalenge kitna tire gham ke saath saath qadam

shikanja-ha-e-zamana hain be-hisab bahut

utar gaya hai khumar-e-sharab-e-zat kahin

hue hain gardish-e-dauran se faizyab bahut

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Be-Chaargi-E-Dosh Hai Aur Bar-E-Garan Hai

Zarra-E-Na-Tapida Ki KHwahish-E-Aftab Kya

Kaisi Kaisi Thin Unhi Galiyon Mein Zeba Suraten

Ab Na Bahal Sakega dil Ab Na diye Jalaiye

Dil Hamara to Kahin Khoya Nahin Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet