• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dukhata Hai Mera dil Be Alif Re

dukhata Hai Mera dil Be Alif Re

poet

dukhata hai mira dil be alif re

hua huun ranj se main ze alif re

udain dhajjiyan bhi tu ne lekin

chhuta daman na tujh se khe alif re

gareban-gir hai ye jo vahshat

na rakkha naam ko bhi te alif re

khushi se kaat le qatil mira sar

hua hai ab to mujh ko be alif re

nigahon ko kahun kyun-kar na barchhi

ki siine se hui hain pe alif re

ilahi ze alif re to hua huun

pa chashm-e-ghair men huun khe alif re

liya hai dil tumhara us ne ‘anjum’

kare ankhen vo kyunkar che alif re

tasavvur gul-rukhon ka ‘asman’ kyuun

gale ka ho gaya hai he alif re

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

allama-iqbal

Masjid-E-Qurtuba

mansoora-ahmad

Sadiyon Pichhe

poet

Ashk-Uftada Nazar Aate Hain Sare dariya

MULLA JAMI

Aamad Sahar Aan dil-Bar-e-Khunin Jigran

mubarak-azimabadi

Ya dur Mera Hijab Kar de

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet