• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dilbar-E-Be-Bak Sun Khub Nahin Bolna

dilbar-E-Be-Bak Sun Khub Nahin Bolna

obaidullah-khan-mubtala

dilbar-e-be-bak suun khuub nahin bolna

shokh sitam-nak suun khuub nahin bolna

dast men khanjar pakad nikla hai vo ghussa-var

haath ke chalak suun khuub nahin bolna

abtar-e-khun-rez hai qatl upar tez hai

zalim-o-saffak suun khuub nahin bolna

us ki jafa siin tamam jag men padi dhum-dham

ham jam-o-zahhak suun khuub nahin bolna

mujh se raqib-o-lain jiiv men rakhta hai kiin

us sag-e-napak suun khuub nahin bolna

bul-havas-e-zisht-ru karta hai nit guftugu

mard be-idrak suun khuub nahin bolna

misra-e-matla sada vird kare ‘mubtala’

dilbar-e-be-bak suun khuub nahin bolna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-wahab-sukhan

Wo Pahle Fikr Ko Harf-e-Kamal deta Hai

poet

Asar Kar Ke Aah-E-Rasa Phir Gai

Ye Hain Tairak Magar Haal Ye in Ke Dekhe

Gulshan-Ba-Dosh Nazren Lab Par Hasin Tarana

Main Ye Nahin Kahti Ki Mujhe Yaad Kiya Kar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet