Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
Sufi

dil Tha Ki Gham-e-Jaan Tha

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Aghaz Barni
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

dil tha ki gham-e-jan tha

main khud se pasheman tha

main ne use chaha to

vo mujh se gurezan tha

fitrat ke ishare par

jo naqsh tha raqsan tha

halat ke hathon men

kyuun mera gareban tha

kal mere tasarruf men

ik alam-e-imkan tha

main khud se chhupa lekin

us shakhs pe uryan tha

kyuun shahr-e-nigaran men

aghaz pareshan tha

More Poems

Qatl-E-Aftab

Mujhe Aish O Ishrat Ki Qudrat Nahin Hai

Kyun Mera Haal Qissa-Khwan Se Suno

Har Chand Zindagi Ka Safar Mushkilon Mein Hai

Na dushmanon Se Watan Mein Raha Kabhi Mahfuz

Kiya Jab Sabr Furqat Mein To Phir Zikr-E-Butan Kaisa

Is Gali Ke Mod Par

Jab Apna Saya Hi dushman Hai Kya Kiya Jae

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.