• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Ne Jab Bhi Tera Khayal Kiya

dil Ne Jab Bhi Tera Khayal Kiya

rumana-rumi

dil ne jab bhi tira khayal kiya

khud ko aina-e-jamal kiya

dil ki dhadkan men bas gaya aise

saans lena mira muhal kiya

main ne sach bolne ki jurat ki

sach suna aap ne kamal kiya

teri yaden miri muhafiz hain

teri yadon ko main ne dhaal kiya

teri chahat ke lamhe lamhe ko

dil ne manind-e-mah-o-sal kiya

vaqt ne kab use rakha zinda

kaam jis ne jo be-maal kiya

teri qurbat men biite lamhon ne

mujh ko bhi sahab-e-jamal kiya

aaine ne tira qasida kaha

aaina jab kabhi misal kiya

ek hi tha javab husn ke paas

husn se jis ne bhi saval kiya

zindagi ka hai saneha ‘rumi’

dil ki tanhai ne nidhal kiya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Barson Junun Sahra Sahra bhaTkata Hai

poet

Shab-E-Gham Hai Koi Aansu Ufuq Par Jalwa-Gar Kyun Ho

khwaja-meer-dard

Agar Yun Hi Ye dil Satata Rahega

Gulshan Ka Sana-KHwan Hun Bayaban Mein paDa Hun

Minnaten Karta Tha Ruk Jao Mera Koi Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet