• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Mein Kisi Ko Rakkho dil Mein Raho Kisi Ke

dil Mein Kisi Ko Rakkho dil Mein Raho Kisi Ke

poet

dil men kisi ko rakkho dil men raho kisi ke

sikho abhi saliqe kuchh roz dilbari ke

furqat men ashk-e-hasrat ham kya baha rahen hain

taqdir ro rahi hai parde men bekasi ke

aae agar qayamat to dhajjiyan uda den

phirte hain justuju men fitne tiri gali ke

de kar mujhe tasalli bechain kar rahe ho

hanste ho vaada kar ke qurban is hansi ke

ye hazrat-e-rasa bhi divane ho gae hain

chakkar laga rahe hain ik shokh ki gali ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Qad-e-Rana Rukh-e-Zeba Lab-e-Shirin dari

Wo honT Jo Kisi Sazish Ke Tane-Bane Lage

Itni Pyari Hansi Tumhaari Shahzadi

Jin Se uThta Nahin Kali Ka Bojh

luTne Walon Ka Madad-Gar Nahin Hai Koi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet