• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dil Mein Aur To Kya Rakkha Hai

dil Mein Aur To Kya Rakkha Hai

nasir-kazmi

dil men aur to kya rakkha hai

tera dard chhupa rakkha hai

itne dukhon ki tez hava men

dil ka diip jala rakkha hai

dhuup se chehron ne duniya men

kya andher macha rakkha hai

is nagri ke kuchh logon ne

dukh ka naam dava rakkha hai

vada-e-yar ki baat na chhedo

ye dhoka bhi kha rakkha hai

bhuul bhi jaao biiti baten

in baton men kya rakkha hai

chup chup kyuun rahte ho ‘nasir’

ye kya rog laga rakkha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

varsha-gorchhia

Aaghaz

ajay-sahaab

Wo Mahtab Bhi Khushbu Se Bhar Gaya Hoga

poet

Har-Chand Ki dekhe Hai Wo Pyar Ki Aankhon Se

Ye Jalwa-E-Gah-E-KHas Hai Kuchh Aam Nahin Hai

ahmad-hamesh

Mukashafa-2

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet