Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
ahmad-rahi

dil Ke Viran Raste Bhi dekh

  • Ghazal
  • Urdu Poet
  • Poet: Ahmad Rahi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

dil ke viran raste bhi dekh

aankh ki maar se pare bhi dekh

chaar su gunjte hain sannate

kabhi sunsan maqbare bhi dekh

kanpti hain laven charaghon ki

raushni ko qarib se bhi dekh

sozish-e-furqat-e-musalsal se

aanch dete hain qahqahe bhi dekh

band honton ki naghmagi bhi sun

soti ankhon ke ratjage bhi dekh

dekhna ho agar kamal apna

aina dekh kar mujhe bhi dekh

More Poems

Sher Ka Husn Ho Naghmon Ki Jawani Ho Tum

Shikast-E-Rang

Ta Mast-O-Ashiq-e-Rukh-e-Jaanana Gashta-Am

Humse Kinara Kyun Hai Tere Mubtala Hain Hum

Jahan Main Khadi Thi

Jo Mujh Mein Chhupa Mera Gala Ghont Raha Hai

Ashk daman Mein Bhare Khwab Kamar Par Rakkha

Chand Ojhal Ho Gaya Har Ek Sitara Bujh Gaya

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.