• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Ka Jab Afsana Likh

Dil Ka Jab Afsana Likh

poet

dil ka jab afsana likh

gham ko sahab-e-ḳhana likh

begane ko apna kah

apne ko begana likh

raz-e-gudaz-e-sham.a bata

soz-e-dil-e-parvana likh

jis men nahin hai gham un ka

us dil ko virana likh

kaT ja.egi hijr ki shab

hal-e-dil-e-divana likh

galon ko likh jalva-e-gul

ankhon ko mai-ḳhana likh

badar-‘jamali’ sauda.i hai

tu is ko divana likh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

KHwahish Hai Aaine Pe Tujhe Aaina Karun

Ye iKHlas-E-Garan-Maya Bahut Hai

shad-azimabadi

Ab Bhi Ek Umr Pe Jine Ka Na Andaz Aaya

munawwar-rana

Han Ijazat Hai Agar Koi Kahani Aur Hai

Lutf Aaya Hai Jaan-Fishani Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet