• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Did Ki Tamanna Mein Aankh Bhar Ke Roe The

Did Ki Tamanna Mein Aankh Bhar Ke Roe The

diid ki tamanna men aankh bhar ke ro.e the

ham bhi ek chehre ko yaad kar ke ro.e the

samne to logon ke gham chhupa liye apne

aur jab hue tanha ham bikhar ke ro.e the

ham se in andheron ko kis liye shikayat hai

ham to ḳhud charaghon ki lau katar ke ro.e the

jab talak the kashti par ḳhud ko rok rakkha tha

sahilon pe aate hi ham utar ke ro.e the

aa.ine men rota vo aks bhi hamara tha

jis ko dekh kar akasr ham biphar ke ro.e the

yaad hai abhi tak vo ek shaam bachpan ki

jaane kya hua tha sab log ghar ke ro.e the

sahilon pe aati hai aaj bhi sada un ki

Dubne se kuchh pahle jo ubhar ke ro.e the

har taraf thi ḳhamoshi aur aisi ḳhamoshi

raat apne saa.e se ham bhi Dar ke ro.e the

tab pata chala ham ko zaḳhm kitne gahre hain

dard ke nashebon men jab utar ke ro.e the

ham ne apni ankhon se hadsa vo dekha tha

pattharon ki basti men zaḳhm sar ke ro.e the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Abr Hai Abr Hai Sharab Sharab

poet

Kis Ki Sada Pe Kan Lagae Hue Hun Main

sara-shagufta

Badan Se Puri Aankh Hai Meri

poet

Tere Falak Pe Kahin Mera Mahtab Nahin

Us Ka Lahja Kitab Jaisa Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet