• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dhup Se Jism Bachae Rakhna Kitna Mushkil Hai

Dhup Se Jism Bachae Rakhna Kitna Mushkil Hai

dhuup se jism bacha.e rakhna kitna mushkil hai

ḳhud ko saa.e saa.e rakhna kitna mushkil hai

zahir men jo rasta sidha lagta ho us par

apne pair jama.e rakhna kitna mushkil hai

avazon ki bhiiḌ men itne shor-sharabe men

apni bhi ik raa.e rakhna kitna mushkil hai

ham se puchho ham dil ko samjhaya karte the

vahshi ko samjha.e rakhna kitna mushkil hai

sirf parinde ko ma.alum hai tez havaon men

apne par phaila.e rakhna kitna mushkil hai

aaj ki raat hava.en behad sarkash lagti hain

aaj charagh jala.e rakhna kitna mushkil hai

dostiyon aur dushmaniyon ki zad men rah ke ‘nasim’

apna-ap bacha.e rakhna kitna mushkil hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Uski Aankhon Mein Tamanna-E-Sahar Rakh Dena

gulzar

Garm Lashen Girin Fasilon Se

poet

Gulzar Mein Ek Phul Bhi KHandan to Nahin Hai

Sheikh Saadi

Story 21 – The Morals Of dervishes – Gulistaan-e-Sa.Adii

Aa Rahi Thi Band Kaliyon Ke chaTakne Ki Sada

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet