• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / DhunDhta Hai Koi Rasta Mere Aaine Mein

DhunDhta Hai Koi Rasta Mere Aaine Mein

DhunDhta hai koi rasta mire a.ine men

qaid jo shaḳhs hai mujh sa mire a.ine men

khinch le tujh ko na a.ine ke andar ka tilism

ghaur se dekh na itna mire a.ine men

us ke jaisa huun main a.ine ke bahar koi

rah raha hai vo jo mujh sa mire a.ine men

main hi a.ina-e-duniya men chala aaya huun

ya chali aa.i hai duniya mire a.ine men

aks kuchh aur nazar aata hai mera sab ko

kis ne ab tak mujhe dekha mire a.ine men

ru-ba-ru hota hai ik shaḳhs bhi mujh sa ‘at.har’

main akela nahin hota mire a.ine men

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nazeer-akbarabadi

dil dekh Use Jis Ghadi Be-Tab Hua

Jis Ko Dekho Ehtisab-E-Zist Se Ghafil Hai Aaj

Badle Na Agar Maqsum Sakhi

poet

Milne Ke Nahin Nishan Hamare

Aawara Bu-E-Gul Ki Tarah Hain Chaman Se Dur

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet