• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dhum Se Sunte Hain Ab Ki Sal Aati Hai Bahaar

dhum Se Sunte Hain Ab Ki Sal Aati Hai Bahaar

sauda-mohammad-rafi

dhuum se sunte hain ab ki saal aati hai bahar

dekhiye kya kuchh hamare sar pe laati hai bahar

shayad azm-e-yar ki gulshan men pahunchi hai khabar

gil ke pairahan men phuli naiin samati hai bahar

dekhne de baghban ab gulsitan apna mujhe

halqa-e-zanjir men mehman bulati hai bahar

shor ye ghunchon ke va-shud ka nahin ai andalib

ab chaman men tumtaraq apna dikhati hai bahar

kyuun phansa gulshan men yuun ja kar abas sauda tu ab

men na kahta tha tujhe vo dekh aati hai bahar

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

munawwar-rana

Lipstick

Dilon Mein KHak Si uDti Hai Kya Na Jaane Kya

Wo Nind Adhuri Thi Kya KHwab Na-Tamam Tha Kya

kishwar-naheed

Ai Rah-E-Hijr-E-Nau-Faroz dekh Ki Hum Thahar Gae

Ek-Tarfa Be-KHudi Mein Gum Hua Rahta Hun Main

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet