• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Deti Hain Thapkiyan Teri Parchhaiyan Mujhe

Deti Hain Thapkiyan Teri Parchhaiyan Mujhe

deti hain thapkiyan tiri parchha.iyan mujhe

rashk-e-bahisht hain miri tanha.iyan mujhe

mere nasib men sahi ah-o-fughan magar

ab to suna.i deti hain shahna.iyan mujhe

kitne uruuj par hai mire ishq ka vaqar

hasil hain ku-e-yar ki rusva.iyan mujhe

maa.il hai chashm-e-mast idhar lag raha hai ab

avaz dengi jhiil ki gahra.iyan mujhe

qaa.em hai mere dard ka ab tak vahi bharam

ab bhi salam karti hain purva.iyan mujhe

is daur-e-sarkashi ki kashakash ke darmiyan

lagti hai pur-sukun jabin-sa.iyan mujhe

jo the ḳharab vo to bulandi pe hain ‘alim’

pasti men le ga.iin miri achchha.iyan mujhe

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Shai Hai Pur-Malal baDi Tez Dhup Hai

Sambhla Nahin Dil Tujhse bichhaD Kar Kai Din Tak

abhay-kumar-bebak

Kahan Hai Aisi Zamin Jis Pe Aasman Na Ho

ajiz-matvi

dard-e-Musalsal Se Aahon Mein Paida Wo Tasir Hui

Sufi

dil Yahan Bhi Mubtala-e-Zulf-e-Pechan Ho Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet