• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / der Tak Koi Kisi Se Bad-Guman Rahta Nahin

der Tak Koi Kisi Se Bad-Guman Rahta Nahin

afzal-gauhar-rao

der tak koi kisi se bad-guman rahta nahin

vo vahan aata to hoga main jahan rahta nahin

ek main huun dhuup men kitna safar tai kar liya

ek tu hai jo kabhi be-saeban rahta nahin

tum ko kyuun pedon pe likkhe naam mitne ka hai dukh

is badalti rut men patthar par nishan rahta nahin

vo bana leta hai apna ghonsla divar men

jis parinde ka shajar men ashiyan rahta nahin

tu parindon ki tarah udne ki khvahish chhod de

be-zamin logon ke sar par asman rahta nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-husain-mail

Mahshar Mein Chalte Chalte Karunga Ada Namaz

Ibtida Thi Na Intiha Kuchh Der

Khinch Ke Mahbub Ke Daman Ki Taraf

Wahshat Firaq KHauf Tera Dhyan Al-Aman

Chehra-E-Zindagi Nikhar Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet