• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / dekhne Wale Ki Uljhan

dekhne Wale Ki Uljhan

muneer-niyazi

suraj men jo chehre dekhe ab hain sapne saman

aur shuaon men uljhi si

giile giile honton ki vo nai laal muskan

jaise kabhi na zinda the ye

chhoti chhoti inton vaale thande barf makan

kahan gai vo shaam dhale ki

sarsar karti tez hava ki dil par khichi kaman

aur sapna jo niind men laaya

puuri adhuri khvahishon ka

ik dard bhara tufan

kaise koi kar sakta hai in sab men pahchan

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Gesu ruKH-E-Raushan Se Wo Talne Nahin Dete

poet

Kohkan-E-Shab the Raha Shaghl Sahar Hone Tak

Ain Fitrat Se Pesh Aate Hain

mirza-ghalib

dhamki Mein Mar Gaya Jo Na Bab-E-Nabard Tha

Yaad to Aae Kai Chehre Har Ek Gam Ke Baad

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet