• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dekhiye Kis Ko Ras Aate Hain

Dekhiye Kis Ko Ras Aate Hain

dekhiye kis ko raas aate hain

achchhe din sab ke paas aate hain

ek bhi kaam ka nahin hota

phone din men pachas aate hain

kal to va.ada bhare gilas ka tha

aaj ḳhali gilas aate hain

tum ko badlav chahiye Thahro

ham badal kar libas aate hain

pahle banti hai siita apradhi

ba.ad men tulsidas aate hain

saari duniya se mil-mila kar ham

aḳhirash apne paas aate hain

shaam hoti hai tab kahin ja kar

vapas apne havas aate hain

jaane kya ho gaya hai ‘nazim’ ko

har jagah vo udaas aate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hazar Kahta Raha Main Ki Yar Ek Minute

Wo Wusaten Thin Dil Mein Jo Chaha Bana Liya

Kisi Ranjish Ko Hawa Do Ki Main Zinda Hun Abhi

Yahi Nahin Ki Faqat Teri Justuju Bhi Main

abhishek-shukla

dar-e-Khayal Bhi Kholen Siyah Shab Bhi Karen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet