• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dekh Kar Ye Pur-Shikan Zulfen Teri

Dekh Kar Ye Pur-Shikan Zulfen Teri

dekh kar ye pur-shikan zulfen tiri

marta hai maar sar divar se

vo nikalenge mire arman kya

un ko fursat hi nahin aghyar se

yuun na chhuTogi qafas se bulbulo

tiliyon ko kaaT do minqar se

koi milta hi nahin is daur men

jo ki mahram ho tire asrar se

intiha ye hai buton ke shauq men

kam nahin rag rag miri zunnar se

jam.a ho jaati hai divanon ki bhiiḌ

vo guzarte hain agar bazar se

farq ye ‘jauhar’ miTana hai hamen

phuul se khele hai koi ḳhaar se

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Mere Mahbub Tum Ho Yar Tum Ho Dil-Ruba Tum Ho

Kis Ko Mili Taskin-E-Sahil Kis Ne Sar Manjdhaar Kiya

safiya-shamim

Gar Hai Nae Nizam Ki Takhliq Ka Khayal

Chup Rahoge to Zamana Is Se Bad-Tar Aaega

poet

Afsurdagi-E-Dard-E-Faraqat Hai Sahar Tak

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet