• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dekh Apne Mailon Ko Ki Hain dil Jale Pade

dekh Apne Mailon Ko Ki Hain dil Jale Pade

poet

dekh apne mailon ko ki hain dil jale pade

pazhmurda, dil-fasurda dar uupar dhale pade

chakki chali hai charkh ki danao dekh lo

daane bahut hain is men to aise dale pade

oho ji de hi daalo nikal aisi bhukh men

tum kun to hain samose bahut se tale pade

jab gir padun huun paanv pa kahte ho munh ko pher

tum chhod sab ko pand hamare bhale pade

juun janun be-kason ke taiin ab nibah lo

ham sab taraf se haar tumhare gale pade

tera ho bol-bala samajh-bujh sher kah

dekh ‘azfari’ na baat hamari tale pade

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Bulbul Wo Gul Hai KHwab Mein Tu Ga Ke Mat Jaga

Hum Aaj Apna Muqaddar Badal Ke Dekhte Hain

Khaar-O-KHas Phenke Chaman Ke Raste Jari Kare

poet

Thin Ek Sukut Se Zahir Mohabbaten Apni

akhtar-husain-jafri

Sab Khayal Uske Liye Hain Sab Sawal Uske Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet