• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dasht-O-Dariya Ke Ye Us Par Kahan Tak Jati

Dasht-O-Dariya Ke Ye Us Par Kahan Tak Jati

dasht-o-dariya ke ye us paar kahan tak jaati

ghar ki divar thi divar kahan tak jaati

miT ga.i hasrat-e-didar bhi rafta rafta

hijr men hasrat-e-didar kahan tak jaati

thak ga.e honT tira naam bhi lete lete

ek hi lafz ki takrar kahan tak jaati

laaj rakhna thi masiha.i ki ham ko varna

dekhte lazzat-e-azar kahan tak jaati

rahbar us ko sarabon men liye phirte the

ḳhilqat-e-shahr thi bimar kahan tak jaati

har taraf husn ke bazar lage the ‘baqi’

har taraf chashm-e-ḳharidar kahan tak jaati

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chahen Hain Ye Hum Bhi Ki Rahe Pak Mohabbat

Aasudgiyan Bikhar Rahi Hain Yarab

Qaid-E-Shab-E-Hayat Badan Mein Guzar Ke

poet

dilon Mein Rahiye Jahan Ke Wale Khuda Ke dhab

momin-khan-momin

Jo Tere Munh Se Na Ho Sharmsar Aaina

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet