• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chand Tare Jise Har Shab Dekhen

Chand Tare Jise Har Shab Dekhen

chand taare jise har shab dekhen

ham bhi us shoḳh ko yarab dekhen

yuun milen un se ki apna chehra

vo bhi hairan huun kal jab dekhen

pahle bas dil ko ḳhabar thi dil ki

ab vafa aam hui sab dekhen

qurb men kya hai jo duuri men nahin

tum jo aao to kisi shab dekhen

ji men hai phir karen iz.har-e-vafa

phir tire larze hue lab dekhen

main ki huun ek hi ashufta ḳhayal

log har baat men matlab dekhen

jo kisi ne kabhi dekhe na sune

vo tamashe vo fusun ab dekhen

aaj to yuun gale lag jaao ki bas

phir to jaane tumhen kab kab dekhen

laakh patthar sahi vo but ‘anjum’

vo ghaḌi ham se mile tab dekhen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Lab Par Jo Mere Aah-E-Gham-Alud Nahin Hai

Ulfat-E-Ariz-E-Laila Mein Pareshan Nikla

khumar-barabankavi

Wo Hamein Jis Qadar Aazmate Rahe

Jo Kar Ke Rafu Pairahan Nachte Hain

poet

Hasr-Afrin Hai Kucha-E-Jaanana Aaj-Kal

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet