• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Darmiyan-E-Gunah-O-Sawab Aadmi

Darmiyan-E-Gunah-O-Sawab Aadmi

darmiyan-e-gunah-o-savab aadmi

hai ḳhud apne liye hi azaab aadmi

ye zamin jis ḳhata ki bani thi saza

main vahi to huun ḳhana-ḳharab aadmi

hal muamme ka jaise muamma koi

bas ki hai aadmi ka javab aadmi

dekh be-saḳhta aks ghabra gaya

shishe ke samne be-hijab aadmi

falsafa bhi ḳhudi falsafi bhi ḳhudi

aap talib hai aap hi kitab aadmi

hashiya hai kabhi aur kabhi rang hai

jaise jaam aadmi aur sharab aadmi

maut de bhi ga.i hai javab-e-azal

aur khaḌa rah gaya la-javab aadmi

mujh se jal-thal hua hai mira andarun

main ne kar hi diya be-naqab aadmi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Tumhaara Husn Jo Mahdud-E-La-Makan Hota

Abr Utra Hai Chaar-Su Dekho

poet

Ai Dasht-E-Shab-Guzar Teri Aas Ka Hiran

poet

Mohabbat Ka Zamana Yaad Aaya

Zahr Ke ghunT Bhi Hans Hans Ke Piye Jate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet