• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dard-E-Alam Bhi Kahin Dard-E-Mohabbat Hi Na Ho

Dard-E-Alam Bhi Kahin Dard-E-Mohabbat Hi Na Ho

dard-e-alam bhi kahin dard-e-mohabbat hi na ho

dil ke bahlane ki ye bhi koi surat hi na ho

aaj taz.in-e-jamal ek fasana hi sahi

kal ye mashshatgi-e-husn haqiqat hi na ho

un ki ankhon men machalta hai jo afsana-e-shauq

sochta huun kahin vo meri hikayat hi na ho

be-ruḳhi par jise mahmul kiya karta huun

vo bhi kuchh aap ka andaz-e-mohabbat hi na ho

aaj ḳhud husn ko dekha hai sar-e-kucha-e-ishq

dekhen aghaz koi taaza rivayat hi na ho

aql bhi ab rasan-o-dar tak aa pahunchi hai

tiflak-e-shauq ki ik ye bhi shararat hi na ho

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-hamesh

Jab Se Main Khud Ko Kho Raha Hun

Ek Rishta Dard Ka Hai Mere Uske Darmiyan

Dil Ka Sukun Aankh Ka Tara Kise Kahen

poet

Wahin Ji uThte Hain Murde Ye Kya Thokar Se Chhuna Hai

Dil Ko Hua Hai Ishq Mohabbat Ke Dagh Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet