• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Daraaz Gesu Damakte Aariz Kaman Abru Azab Aankhen

Daraaz Gesu Damakte Aariz Kaman Abru Azab Aankhen

poet

daraz gesu damakte aariz kaman abru azaab ankhen

uḌa ke rakkhengi aaj apna bhi hosh aḳhir sharab ankhen

ye sarv sa qad ye ru-e-taban ye lab shagufta ye ḳhvab ankhen

kahin chura len na chain dil ka ye nargisi la-javab ankhen

ye meri be-bak mastiyon se jo ho rahi hain gulab ankhen

to dil ke sab raaz kah rahi hain tumhare dil ki kitab ankhen

ye sun ke aa.e the un ke dekhe se dard-e-dil ka ilaaj hoga

sukun dil ko to kya hi milta baḌha ga.iin iztirab ankhen

so rasm-e-kohna men apni qismat sanvarne ham bhi aa ga.e hain

suna tha dil muntaḳhab karengi vo dahr men intiḳhab ankhen

har ik badan men talashti hain na jaane kis ka vajud ‘anvar’

karengi rusva zarur ik din hamen ye ḳhana-ḳharab ankhen

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kabhi Ye Zindagi Achchhi-Bhali Bhi Guzri Thi

Log Bazar Mein Phirte Hain Zarurat Ke Baghair

zehra-nigaah

Tan-E-Nahif Se Amboh-E-Jabr Haar Gaya

sarwat-zehra

Phir Aas de Ke Aaj Ko Kal Kar diya Gaya

poet

Jalwa Dikhlati Hai Wahshat Gardish-E-Taqdir Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet