• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chhupa Kar Sab Ki Nazron Se Sada Parde Mein Rakkha Hai

Chhupa Kar Sab Ki Nazron Se Sada Parde Mein Rakkha Hai

chhupa kar sab ki nazron se sada parde men rakkha hai

hazaron raaz aise hain jinhen siine men rakkha hai

kabhi sar ki kabhi jaan ki kabhi us zat-e-parvar ki

hamesha teri qasmon ne mujhe dhoke men rakkha hai

yahin se raah chunne ka sabaq dena zaruri hai

abhi bachpan kitabon ki tarah baste men rakkha hai

jahan ik dusre ko ham sada dushman samajhte hain

siyasat ne hamesha ham ko us paale men rakkha hai

kisi bhi vaqt sanson ki ye Dori TuuT sakti hai

hamara jism to har pal kisi khate men rakkha hai

andhera aa nahin sakta kabhi tanha.i ka ‘mashkur’

ujala teri yadon ka mire kamre men rakkha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tajassus Kahe Ka Kya Ho Gaya Hai

yasmeen-hameed

dukhon Ki Apni Ek Tafsir Hoti Hai

taKHatub Hai Tujhse KHayal Aur Ka Hai

ahmad-faraz

Abhi Hum Khub-Surat Hain

sara-shagufta

Aankhen do Judwan Bahnen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet