Skip to content
Urdu Poet
  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories

Most Read Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal
poet

Chhodiye Kis Tarah Se Mai-Noshi

  • Ghazal
  • Classic Poet
  • Poet: Joshish Azimabadi
Share
Tweet
Pin
WhatsApp
0 Shares

chhodiye kis tarah se mai-noshi

zor-e-alam rakhe hai be-hoshi

ik nazar us ko dekhne paaen

go mayassar na ho ham-aghoshi

qaid karna kisi ko hai manzur

zulf karti hai tujh se sargoshi

huun main sar-gashta misl-e-reg-e-ravan

kya kahun apni khana-bardoshi

vasf men us dahan ke ai ‘joshish’

ham ne ki ikhtiyar khamoshi

More Poems

Kal Nashshe Mein Tha Wo But Masjid Mein Gar Aa Jata

Tamam Hijr Usi Ka Visal Hai Us Ka

Al-Haq Ki Nahin Hai Ghair Hargiz Maujud

Hue Aazim-E-Mulk-E-Adam Jo Hawas To Khushi Ye Hui Thi Ki Gham Se Chhute

Sab Hamare Liye Zanjir Liye Phirte Hain

Main Aarzu-E-Jaan Likhun Ya Jaan-E-Arzu!

Ek dost Ki Khush-Mazaqi Par

Aakhiri Safar

Leave a Comment Cancel reply

Type of Poet

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet © 2021. All Rights Reserved.