• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chehron Ki dhup Aankhon Ki Gahrai Le Gaya

Chehron Ki dhup Aankhon Ki Gahrai Le Gaya

rahat-indori

chehron ki dhuup ankhon ki gahrai le gaya

aina saare shahr ki binai le gaya

duube hue jahaz pe kya tabsira karen

ye hadisa to soch ki gahrai le gaya

halanki be-zaban tha lekin ajiib tha

jo shakhs mujh se chhin ke goyai le gaya

main aaj apne ghar se nikalne na paunga

bas ik qamis thi jo mira bhaai le gaya

‘ghalib’ tumhare vaste ab kuchh nahin raha

galiyon ke saare sang to saudai le gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chahti Hai aaKHir Kya Aagahi KHuda-Malum

poet

Naseha Faeda Kya Hai Tujhe Bahkane Se

Rakhta Nahin Hai Dasht Sarokar Aab Se

Har Nae Chehre Se Paida Ek Naya Chehra Hua

Bujha Bhi Jae Koi Aa Ke Aandhiyon Ki Tarah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet