• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chehre Pe Uske Ashk Ki Tahrir Ban Gai

Chehre Pe Uske Ashk Ki Tahrir Ban Gai

chehre pe us ke ashk ki tahrir ban ga.i

vo aankh mere dard ki tafsir ban ga.i

main ne to yunhi raakh men pheri thiin ungliyan

dekha jo ghaur se tiri tasvir ban ga.i

har samt hain kaTi paḌi phulon ki gardanen

ab ke saba hi baagh men shamshir ban ga.i

us ki nazar to kahti thi parvaz ke liye

meri hi soch paanv ki zanjir ban ga.i

jis samt vo uThi hai udhar muḌ ga.i hayat

us ki nazar hi gardish-e-taqdir ban ga.i

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kahan Kahan Na Tasawwur Ne Dam Phailae

Har Sadae Ishq Mein Ek Raaz Hai

Kis Roz Humne Aah-O-Fughan Mein Basar Na Ki

Ye Shohrat Hai Ki Ruswai Magar Had Se Ziyaada Hai

saleem-kausar

Phir Ji Uthe Hain Jis Se Wo Imkan Tum Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet