• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chehra Udas Udas Tha Maila Libas Tha

Chehra Udas Udas Tha Maila Libas Tha

chehra udaas udaas tha maila libas tha

kya din the jab ḳhayal-e-tamanna libas tha

uryan zamana-gir sharar-gun jibillaten

kuchh tha to ek barg-e-dil un ka libas tha

us moḌ par abhi jise dekha hai kaun tha

sambhali hui nigah thi saada libas tha

yadon ke dhundle des khili chandni men raat

tera sukut kis ki sada ka libas tha

aise bhi log hain jinhen parkha to un ki ruuh

be-pairahan thi jism sarapa libas tha

sadiyon ke ghaaT par bhare melon ki bhiiḌ men

ai dard-e-shadman tira kya kya libas tha

dekha to dil ke samne sayon ke jashn men

har aks-e-arzu ka anokha libas tha

‘amjad’ qaba-e-shah thi ki chola faqir ka

har bhes men zamir ka parda libas tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kyun Zist Ka Har Ek Fasana Badal Gaya

Bala Se Ho Sham Ki Siyahi Kahin to Manzil Meri Milegi

faiz-ahmad-faiz

Falastini Shohda Jo Pardes Mein Kaam Aae

hasrat-mohani

Ghatega Tere Kuche Mein Waqar Aahista Aahista

Chain Ghar Mein Na Kabhi Tere Nagar Mein Paun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet