• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Charagh Ho Gaya Bad-Nam Kuchh Ziyaada Hi

Charagh Ho Gaya Bad-Nam Kuchh Ziyaada Hi

charagh ho gaya bad-nam kuchh ziyada hi

ki jal raha tha sar-e-bam kuchh ziyada hi

tire bhulane men mera qusur itna hai

ki paḌ ga.e the mujhe kaam kuchh ziyada hi

main kitne haath se guzra yahan tak aate hue

mujhe kiya gaya nilam kuchh ziyada hi

malal teri juda.i ka be-panah lekin

fasurda hai ye miri shaam kuchh ziyada hi

tamam umr ki avargi baja lekin

laga hai ishq ka ilzam kuchh ziyada hi

bas ek raat se kaise thakan utarti hai

badan ko chahiye aram kuchh ziyada hi

sambhal apni bahakti hui zaban ‘mansur’

tu le raha hai koi naam kuchh ziyada hi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sabab Talash Na Kar Bas Yunhi Hai Ye Duniya

adil-mansuri

Sitara So Gaya Hai

Ab KHun Ko Mai Qalb Ko Paimana Kaha Jae

Maulana Rumi

Gar Rahrawi Rah Barat Ba-Kushayand

khumar-barabankavi

Akele Hain Wo Aur Jhunjhla Rahe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet