• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chand Kaise Kisi Tare Mein Sama Jaega

Chand Kaise Kisi Tare Mein Sama Jaega

chand kaise kisi taare men sama ja.ega

phir bhi ummid ko zid hai ki vo aa ja.ega

kya ḳhabar thi miri raton ki vo ninden le kar

jugnuon ko miri palkon pe saja ja.ega

gham ke sahra men bikhar ja.un main tinkon ki tarah

ek jhonka bhi ye tufan uTha ja.ega

apna har lafz utarega mire zehan men phir

dil men jo baat chhupi hai vo bacha ja.ega

‘mina’ chhanv ki mohabbat men na sarshar raho

chaḌhta suraj abhi saa.e ko ghaTa ja.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

akhtar-imam-rizvi

Ashk Jab dida-e-Tar Se Nikla

Raaton Ko Tasawwur Hai Un Ka Aur Chupke Chupke Rona Hai

poet

Ek Muddat Se Talabgar Hun Kin Ka in Ka

poet

Tumne Puchha Nahin Kabhi Hum Ko

afroz-alam

Shams Madum Hai Taron Mein Ziya Hai To Sahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet