• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kam Kabhi Rah Ke Aazar to Hote Honge

Kam Kabhi Rah Ke Aazar to Hote Honge

poet

kam kabhi raah ke azar to hote honge

abla-pa.i kahin ḳhaar to hote honge

mujh se ye soch ke vo mera pata puchhe tha

tang-daston ke bhi ghar-bar to hote honge

us se bichhḌa main andheron ka makin huun varna

koi ghar ho dar-o-divar to hote honge

vo jahan bhi ho use dekh ke is shahr ke log

ku-ba-ku naqsh-ba-divar to hote honge

marg jo apni tarah koi vahan ho ki na ho

log use dekh ke bimar to hote honge

be-gunah bhi tha nihattha bhi tha main ai qatil

qatl karne ke bhi meyar to hote honge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Junhi Baam-O-Dar Jage

poet

Samundar Pur-Sukun Hai dil Ka Tughyani Nahin Koi

Hum Apni Suraton Se Mumasil Nahin Rahe

Sab Ko Guman Bhi Ki Main Aagah-E-Raaz Tha

Ghar Ke Andar Bholi-Bhaali Suraten Achchhi Lagin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet