• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Chand Ka Qarz

Chand Ka Qarz

sara-shagufta

hamare ansuon ki ankhen banai gaiin

ham ne apne apne talatum se rassa-kashi ki

aur apna apna bain hue

sitaron ki pukar asman se ziyada zamin sunti hai

main ne maut ke baal khole

aur jhuut pe daraz hui

niind ankhon ke kanche khelti rahi

shaam doghle-rang sahti rahi

asmanon pe mera chand qarz hai

main maut ke haath men ek charagh huun

janam ke pahiye par maut ki rath dekh rahi huun

zaminon men mera insan dafn hai

sajdon se sar utha lo

maut meri god men ek bachcha chhod gai hai

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Jab Chaudhwin Ka Chand Nikalta Dikhai De

poet

Badla Hua Hai Rang-E-Gulistan Mere Liye

Na-KHush Gadai Se Na Wo Shahi Se KHush Hue

akhtar-ul-iman

Ittifaq

akhtar-shirani

Umr-Bhar Ki Talkh Bedari Ka Saman Ho Gain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet