• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chaak-E-Daman-O-Gireban Pe Hansi Aati Hai

Chaak-E-Daman-O-Gireban Pe Hansi Aati Hai

poet

chak-e-daman-o-gireban pe hansi aati hai

kaise insan ho ki insan pe hansi aati hai

tum ki har manzil-e-dushvar se haT jaate ho

ham ki har manzil-e-asan pe hansi aati hai

ye bana.e hue rang aur ye tarashe hue phuul

mujh ko is jashn-e-baharan pe hansi aati hai

raat ik zulf-e-pareshan ke liye rota huun

sub.h har ḳhvab-e-pareshan pe hansi aati hai

ham ko ik khel hain ye tauq-o-salasil sayyad

ham ko zindan men bhi zindan pe hansi aati hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ye Mat Kaho Ki bhiD Mein Tanha khaDa Hun Main

akhtar-ansari

dil Ke Arman dil Ko Chhod Gae

Yun Bhi Kya Tha Aur Ab Kya Rah Gaya

poet

Rasai Sai-E-Na-Mashkur Ho Jae to Kya Hoga

poet

Sahil Ke Talabgar Bhi Kya KHub Rahe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet