• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Buzdil Ya Mazlum Jahan Mein Kahlane Se Kya Hoga

Buzdil Ya Mazlum Jahan Mein Kahlane Se Kya Hoga

buzdil ya mazlum jahan men kahlane se kya hoga

TuuTi hi shamshir nikalo Dar jaane se kya hoga

kab tak ye taqdir ka rona aao kuchh tadbir karen

aankh men aansu chak-e-gareban darshane se kya hoga

bhuke ki tum bhuuk miTao to phir koi baat bane

shish-mahal ke ḳhvab sunahre dikhlane se kya hoga

dharti par sukh chain ki ḳhatir man ke mail ko saaf karo

ganga jal men jism ko apne nahlane se kya hoga

ilm-o-hunar ko kaam men laao mustaqbil ki fikr karo

haal men maazi ki bhulon par pachhtane se kya hoga

maar ke Thokar rusva.i ko haq apna le lo ‘maqsud’

bech ke ghairat jam-e-muravvat chhalkane se kya hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ali-sardar-jafri

Watan Se dur Yaran-E-Watan Ki Yaad Aati Hai

Jis Din Se uTh Ke Hum Teri Mahfil Se Aae Hain

Kis Etimad Se Ilzam Dhar Gae Apne

shahryar

Kis Kis Tarah Se Mujhko Na Ruswa Kiya Gaya

Na Ku-E-Yar Mein Thahra Na Anjuman Mein Raha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet